Welcome, Guest   [ Register | Sign In | Take a tour | Adult Filter: On ]

तू अगर बेवफ़ा है तो....


Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai...
Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai'
Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..
Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai...

............ ......... ......... .....


Dil mein ek dard liye jiye ja raha hoon,
Teri mohabbat ka jaam piye ja rahan hoon,

Na chahte huye bhi ye kaam kiye jaa raha hoon,
Na jane khud ko kaun si manzil par liye ja raha hoon.

............ ......... ......... .....


Teri judai bhi hamein pyaar karti hai,
Teri yaad bahut bekrar karti hai,

Woh din jo tere sath guzare the,
Talash unko nazar bar bar karti hai.

............ ......... ......... .....


Agar jindagi mein judai na hoti,
Toh kabhi kisi ki yaad aayi na hoti,

Sath gujara hota har lamha,
Toh sayad risto mein itani gahrai na hoti.

प्रतिक्रियाएँ

Re: तू अगर बेवफ़ा है तो....
सची है दोस्ती आजमा के देखो.. करके यकीं मुझपर मेरे पास आके देखो, बदलता नही कभी सोना अपना रंग, चाहे जितनी बार आग मे जला के देखो ravi
Re: तू अगर बेवफ़ा है तो....
kqyk
Re: तू अगर बेवफ़ा है तो....
this saryri is good
Re: तू अगर बेवफ़ा है तो....
jo hukam deta o eltja bhi karta ye asman kahi per ghuka bhi karta hai, ye dil kisi hasin se milene pe atraj n kar ye julm shadi shuda bhi karta hai
Re: तू अगर बेवफ़ा है तो....
o9ooo[ooo9i0i9oi9h
अस्वीकरण